Rab-ul-Bashr by Sumera Hameed

Ask for More Information

Meet The Author

جو مشکل سے بھی نہ ملے اس آسانی سے چھوڑ دینا چاہئے

 Ye novel Rab-ul-Rabshar dill k boht qareb hai.Her wo chez wo baat jo ALLAH k qareb hone k ehsaas de aziz ban jati hai. Insaan her insaan  zindagi mein ghaltian karta hai kahin gunah karta hai q k un gunahon ki lazzat her ajar her azaab se achi lagti hai or phr insan wo ghalitan baar baar krne lag jata hai or wo phr wo ghaltian gunah ban jati hain.Is duniya ki muhabbat her ajar or azaab se ghafil kr deti hai or bas phr insaan kahin bh ho kisi bh rishte mein ho sab bhool jata hai bas yaad rehta hai to wo muhabbat jis ko paane ki khatir insaan her rishte ko peche chor deta hai or phir ik waqt ata hai.
جس جس چیز کے پیچھے بھاگی وہ مٹی کے ڈھیلوں سے بھی کم قیمت نکلی 

Jab insaan ko ehsaas hona shuru hota hai k jis chez jis muhabbat ko paane k liye usne sb chor diya wo to asal mein kuch tha he nahi jis muhabbat ko paane k bad lagta hai sari duniya ka sukon mil gaya wohi ik din wohi muhabbat gale mein kaante ki tarh chubna shuru hoti hai or yehin se zawal shuru hota hai hisaab shuru hota hai un rishton us maan ko torne ka.
دعائیں کبھی رد نہیں ہوتی۔ کیا پتہ یہ سبزہ دوسرے جہاں میں مل جائے 

Or phr wapsi ka dor shuru hota hai, gunah karte waqt insaan kuch nh sochta kuch nahi manta per wapsi per her wohi baat use kanton per chalti hai. Phr insaan maafian dhondta hai k  per maaf karne wale chal jate hen or phr Rab k bandon ko bolta hai k us k liye duaa kre k use khuda maaf kar de insaan ye bhool jata hai us ka Rab Raheem hai gunah jitna bh bara ho uska Rab maaf karne wala hai

 وہ کیوں اللہ کا بندہ ڈھونڈتی رہیں ؟ وہ خدا کو کیوں نہیں ڈھونڈتی رہیں؟ 

Gunah jitna bh bara ho jab tak insaan khud apne Rab se uski rehmat ki duaa nahi karta Rab nahi milta us k bandon us ka wasela nahi bante.Inaan ko khud Rab dhondna chahye warna rab nahi milta per Besha RAB HAMARI SEH-RAG SE BH NAZDEK HAI ♥️

Reviews

There are no reviews yet.

Be the first to review “Rab-ul-Bashr by Sumera Hameed”

Your email address will not be published. Required fields are marked *


The reCAPTCHA verification period has expired. Please reload the page.

Open chat
Hello 👋
How can we help you?