Episodic Novels

Ghaazi Part 1

Ghaazi written by Iqra Ashraf

یہ کہانی ہے ایک ایسی لڑکی کی جسکو اغوا کر کے دس سال کے لیے اس کے اپنوں سے جدا کر دیا جاتا ہے‘ یہ کہانی ہے ایک ایسے لڑکے کی جو اپنے وطن کی محبت میں اپنوں سے ہمیشہ کے لیے دور جانے کی ہمت رکھتا ہے.یہ کہانی ہے پریشے اور ذیشان کی‘ علی اور ایشا کی‘ سالار اور یمنہ کی‘ نیلم اور سارہ کی. یہ کہانی ہے غازی کی

Iqra Ashraf is a Social Media writer and now her Novels are being written with Novels Hub. Novels Hub is a new platform for new or well known Urdu writers to show their abilities in different genre of Urdu Adab.

Regards

Novels Hub

Ghaazi Part 1 Downloading Link

 

Novel Ghaazi Part 1 Online Reading

 

Show More

Related Articles

11 Comments

  1. GHAAZI Bhttt Acha novel tha… especially Ghazi aur Ali ka character❤️…bas Neelam ki death ka dukh hua😢💔…overall it was awesome ❤️ Iqra Ashraf should write more n more novels 💞✨

  2. hayeee yaar wah kia novel lekha hai ap ney abhi menh ney fisrt page hi perha tha aur mujhe itney mazey ka laga hai jesey woh dono bhenyain hain hayeee mujhe apni api yaad aa gai thi hayee yaar woh bhe mujh pey esey hi rob jamti hain lakin menh pari ki tarah nahi un ka har hukam manana perta hai majboori😔😔😔.And woh jo scenes they key jis mein woh(foziya begam)apni ghumsheda beti key liye udas huti hai and un key huby unhey samjhtey hn wo lines bhe bhot mazey ki thi really ager koi bechar jayen na hum sey tu sabr nahi ata marney walon ka tu pata hai lakin jo ghum hu jatey hain un key liye dil humesha hi bechan huta hai aik umeed si humesha rethi hai kabhi na kabhi kabhi na kabhi hum un sey mil leyen gye aur es liye hi humey sakoon nahi ata.And woh dono jo frndz hain(pari aur yumna)hayeee yaar mujhe colg days yaad aa gye apni frndz yaad aa gai menh bhe esey hi bolti thi colg mein aur meri mam bhe mujh sey tang thi key yeah larki kitna bolti hai.And Ali,zain,Aur zeshan ka character bhe bhot mazey ka hai us mein jo zain ali key sath karta hai mery cznz ney bhe mery sath asey hi kiya tha🥺🥺us ka dukh menh samjh sakti hun and hader name tu mera fvrt name hai hayeee overall novel bhot mazey ka hai keep it up.May God bless you

  3. Jazakillah for beautiful review🌼
    Abhi next and last part bhi aapko bahot psnd aaye ga in shaa Allah…aap os pr bhi reviews zuroor dijiye ga….keep supporting….❤

Leave a Reply to Iqra Ashraf Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *


The reCAPTCHA verification period has expired. Please reload the page.

Back to top button

Adblock Detected

Please disable it to continue using this website.