کچھ کتابیں ہوتی ہیں جو مکمل کرنے کے بعد انسان خود کو خالی محسوس کرتا ہے۔ یہ بھی ویسی ہی تھی۔
mujtba ki ayesha kai liyay muhabbat sei lai kar ayesha ki baap ki us kai liyay muhabbat. mera pasandeda kirdar sikander niazi thay, aik ideal magar haqeeqat pasand baab. azeez ahmed ka kitab mai hona scene ko mazedar bna deta tha phir likhai ka tarz ouf jitni tareef krun utni kam. ayesha sei chah kar bhi nafrat nhi hoti najany kyon.
bohat logon ko kahani ki ending shahid dilchasp ya na mukaml lagei magar meray liyay yehi mukamal end tha.
(spoiler)
mujtba muhabat karta tha, ayesha isey apni khushnaseebi samjhti thi magar itnay sal ki thakan kai bad ab woh khud ki talash kai safar par thi woh. agar woh mujtba kai jazbat thukra kar garoor mai ajati tou han ayesha niazi meri nazar mai gir jati magar jis tarah us nai mujtba ki izzat ki usey yeh yaqeen dilaya kai woh hamesha uski izzat karti rhy gi agar mai mujtba hussain ki jgah hoti tou shahyid meray liyay bhi yehi bohat hota.
akhir mai itna hi kahun gi yeh kitab zindagi mai aik martba zaroor parhein
Everything in this novel was perfect, the writing style, the character development, the progress and the ending there was not a single plot hole or dragged sequence in the story it went on smoothly and ended in the most justified way possible. My favorite character was of sikandar niazi THE best book father, Mujtaba and Aziz Ahmad individually were really good but the best thing was their friendship and the way they both understood each other. Aziz Ahmad's humour made the story lighter. Mujtaba was the absolute green flag but mature and realistic at the same time. Ayesha niazi who was the main character, the character around whom the story revolved, the story of her life. I felt many emotions for her but never hated her.
One of the most underrated book and a must read.
Review
Boht achi kitab writing style story har cheez point pa thi mera.fav kirdarr aziz tha jis na shuru main kahani main jaan dali huwi thi uska humor on point 🤌🏻🤌🏻
Kahani main kuch aisa nahi tha jis ko parh ka lage ka fazool detail hai har cheez ka maqsad tha ayesha ki journey boht acha sa batayi gayi thi us par boht jaga gussa aya boht jaga taras aya par kahi bhi nafrat nahi huwi q ka aisa hota hai koi nayi baat nahi thi
Uska abba mera pasandeda shaqs hai jesa unhon sa us ko parhana ka ka lia purani rawatat tak tori kesa unhon na usa support kiaa 🫡 har koi aisa baap deserve krta hai lekin koi aisa baap ayesha jesi beti deserve nahi krta tha I felt so bad for abba 💔
Mujtaba ki mohabbat 😭🤌🏻🤌🏻 us shaks na itna intazar kia lekin so cold ashiqon ki tarha pagal ya deewana nahi huwa tha apni zindagi normal guzari or jub mohbbat pas a gyi bhi to agla ka decision ki izat ki 😭
such an underrated masterpiece it is so well written story is so engaging mustafa's pov is just so beautiful the way he describes her is everything and ayesha's pov.... bas ansoo nikalnay ki dair thi can't hate her can't even blame her and SIKANDAR NIYAZI>>> he is just so pure behtreen baap thay
The writing style, The vocab, The characters, plot sequence 😭😭😭