Review's

Ehsaas by Eman Mehmood

Yeh kahani ehsaas novel se li gai hy. Insaan ki zindagi k sb se eham rishty us k maa baap hotay hain jo ap ki zindagi ko ap k bachpan ko khubsurat bnaty hain magr jab in m se koi bh ek rishta hum se dour hojay ya chin jay to us bachy ki zindagi ka khala koi mukamal nhi krsakta aur insaan is ehsaas e kamtari ko dusro se inteqaam le kar pora krna chahta hy ya dusron ko barbad kr k jinhy wo us khala ka qusoor waar samjhta hy r us inteqaam k liye wo achy bury sb ki tameez bhula bethta hy aur isi inteqaam ki aag m arsalan bhol betha k jis se wo badla lyna chata hy wo is ka  baap hy bagir such ko jany k us k baap ne us ki maa ko dusri shadi ki wajah se nhi balke uski apni maa k waday ki wajah se chora thaa. Arsalan apni cousin kay zariye apny baap se inteqaam lyna chahta thaa magr wahi kuch asi achai b milti hy jo apni family ki khushi k liye sb kuch quraban krdyti hy apno ko dukh na pohnchy us k liye kudh har dukh ko sehti hy sabar k daman k sath aur Larishy ney b apny bhai apni family ki khushi k liye arsalan k rishty ko qubool kia mangni k rishty ko usny nikah ka certificate nhi dia aur arsalan ki lakh koshish k bad b usy apny daerry pr rehny k lian majboor rakhaa arsalan ki sachai ko jan kr bh us ne arsalan ki sachai apni family ko nhi btai lekin is rishty ko mazed nhi nibhaya aur apny ghr walon ki burai ko b sabar k sath bardasht kiaa Allah k bhrosay jb wo tootne lagti hy to Allah k agy gir jati hy. 

 

کے سوا کوئی مشکل کشا نہیں وہ ہی ہے جو ہمارے دکھ کو سمجھتا ہے دنیا کے اگئی دکھ رونے سے تماشا بنتا ہے ‎ بیشک اللہ


Aur akher kaar allah hi sabar ka phal dyny wala hy aur Allah ny chun rakha tha us k liye Noor ul hadi jesa neik insaan jisny usy socha bh kabhi to ek paak jazbay k sath usy apny nikah m lany ki khwahish k sath apni muhabat ko paak krna chaha.                         

      اور بیشک پاک عورتوں کے لیں پاک مرد چنے گے ہیں         

 Noor Ul hadi sabar krta hy apni sachi muhabbat ka.Arsalan ki sachai ghr walon k samny any k bad parishy usy maaf krdyti hy aur pory ghr waly us se mafi mangty hain r beshak sachy dil waly hi maaf krny ka hunar janty hain aur parishy noor ul hadi ki hojati hai jo naik niyat k saath apny daman ko paak rakhti hy jis k liye usy duniya ki burai b lyni pari mgr akhir mein Allah behter nawazta hai.

Show More

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button

Adblock Detected

Please disable it to continue using this website.